vinodkmr
Answered

Prabhuji ! Tum Chandan, Hum Pani |
Jaaki Ang Ang Baas Samaani ||
Prabhuji ! Tum Ghan, Ban Hum Mora |
Jaise Chitwat Chand Chakora ||
Prabhuji ! Tum Deepak Hum Baati,
Jaaki Jyoti Barai Dini Raati ||
Prabhuji ! Tum Moti, Hum Dhaga |
Jaise Sonhe Milat Suhaga ||
Prabhuji ! Tum Swami, Hum Dasa |
Aisi Bhakti Karai Raidasa ||


is pad ka ashya spasht kijiye



Answer :

bhaghi
Raidasji kahthe hai ki prabhu aap chandan aur mai paani hu. jis tarah paani mai chandan miltha hai aur poore paani ko sugandhith kar detha hai vaise hee aapkee sugandh mere ang ang mai samaa chuki hai ardhaath mere jeevan mai paramaathma roopi kee sugandh samaa gayee hai.