Answered

neem or jamun ke pedh ki upyogita par five - five sentences

Answer :

Neem :-
1. Neem se Davai banti hai. (Anti-viotic) (Medicine) .
2. Neem se Sabun (Soap) banta hai.
3. Neem se Tel (Oil) banta hai.
4. Neem ka ped Prndvayu (Oxygen) ka accha strot (Source) hai.
5. Neem ki hari shakha ka prayog Manjan (Toothpaste) banane main kiya jata hai.
Jamun :-
1. Jamun ka ped adhik chhaya pardan karta hai.
2. Jamun ki pattiyon (leaves) se bhi davai banti hai.
3. Jamun ka taja (fresh) fal (fruit) pet ke liye labhdayak (Profitable) hota hai.
4. Jamun ke fal ke beej se Liver tonics bante hain.
5. Jamun ka fal bahut swadist hote hain.
neem bharateeya mool ka ek sadhabhar pedh hai.
neem ki dhathoon karne se dhanth ouor masood svasth rahthein hai.
neem ki pathiyan chabane se rakth rodhan hotha hai.
neem ki pathiyon se ras banten hai.
neem ke beejon kaphi phaydha hothein hai.

Other Questions