Answered

Write a conversation between 2 friends on Nepal earthquake in Hindi ..( at least 7 dialogues of each friend)

Answer :

rita - are geeta tum yahan! kaisi ho?
geeeta- main thik hu tum batao
rita -main bhi tumne bhukamp ke baare mein suna 
geeeta -haan kal maine news dekhi main vaha ki halat dekh kar hairan ho gyi 
rita -sach kha pta nhi vahan logon ne iss vipdha kpo sehan kiya hoga 
geeeta -agar maine vaha hoti toh kya karti ,soch kar hi dar lagta hai
rita -lekin ye hame sabak bhi toh deta hai ki aachank kuch bhi ho sakta hai isliye humesha sawhdhan aur satark rehna chahiye.
geeta-haan hume bhi apne desh ke nagrik hone ki zimedari nibhani chahiye aur sabko jagruk karna chahiye 
rita -haan ,taaki aise vipdha aane par hum uska dat kar samna kar sakein
geeeta-main apne aas pados ke logo ko ikhata kar aur kuch पोस्टर banoungi taki log jagruk ho
rita-main bhi aisa hi karoungi
geeta- chalo! hum ek aawaz uthate hai 
rita-taki hum mushikilo ka aur halto ka dat kar samna kar sake
geeta- toh mein tumhe kal kuch poster aur banners ke saath milti hu 
rita - main bhi kuch chitron ke satth aoungi tata !
geeta-tata

Other Questions