Answer :

eshita
1.gaon me pollution nhi hai jo ki seher me hai.
2.gaon me argriculture hoti hai jo ki seher me nhi.
3.gaon me education achhi nhi jo ki seher me hai.
4.gaon me unemployment nhi hai jo ki seher me hai.
5.gaon k log khus rehte hai jo ki seher me nhi hai.
gaon me sudh hawa hai. seher me pradushit h.
gaon me shaant mahaul hai. sheher me hr trfh gadi ki awajen h
gaon me khet hai. seher me bdi badi imarte h
gaon me hr trf hara bhara hai. sheher me mushkil se khin ped dikhta hai.
gaon me tazi hawa bhti hai. sheher me sirf hr trf dhua udta hai.

Other Questions