Answer :

Dharti maata kare pukar, aaspaas ka karo sudhar!
1) Hum sab ka aak hi naara, saf suthara ho desh hamara.
2) Safai apnaye, bimari hataiye.
3) Kare hum aisa kam, bani rahengi desh ki shan.
4) Saf suthara mera man, desh mera sunder ho, pyar faile sadako par, kachara dibbe ke ander ho.
5) Me shapath leta hu ki me swayam swachata ke prati sajag rahunga aur uske liye samay dunga, har varsh 100 ghante yani har saptah do ghante shram.
6) Sabhi rogoki ki ek davai ghar me rakho saf safai.
7) swachh bharat swasth bharat

Other Questions