Answer :

Aaj phir dil bhar aaya
In badalon ko jab rona aaya.
Bichda panchhi dhoond raha h dostana
Ae nadaan panchhi, bichhdon ko nahi milta aashiyaana!
Pahadon par mai chhod aayi hoon ek badal ko
Jo baras baraskar yaad dilaten hain un palon ko;
Aaj baandh tutne ka phir lag raha h darr 
Ae badal, badal rang, kaali naqaab utaar kar.

Other Questions