sukhetha
Answered

आप अपने आसपासके क्षेत्र में जल संरक्षण के लिए कौन से कदम उठाऐंगे ? अपने विचार लिखिए

Answer :

Mai apne aas pass mein pani ke sanrakshan ke liye: Sabjiya(vegetables) dhokar bache hue pani ko ped-poudho mein dalonga. Pine ka pani sahi tarah se upyog mein laoonga Nahane ke liye kam se kam pani istemal karonga
1. Hum BHUMIGAT VARSHA JAL SNGRAHAN(underground rainwater harvesting) ko badhava denge
2.Hum logo ko jal sanrakshan karne ke liye protsaahit karenge avam unhe jal sanrakshan ke mahtva se parichay karayenge.
3.Logo ko paani ke bachaav ke kuch aasan tarike bataayenge jo wah bina apna samay vyarth kiye kar sakte hain
4.Kshetra mein paani ke bachaav ke liye sarkaar se apeel kiya jaa sakta hain aur sarkar ki madad se PAANI BACHAO ABHIYAAN shuru kiye jaa sakte hain.

Other Questions