Write a samvad on rates increasing on train ticket while traveling in train with passenger sittin in front of you

Answer :

yeh sambhashan do aparichit vyaktiyon mein ek train ki ticket ko lekar ho raha hai.

P1: Kya rail stanak yahi hai?
P2:Haan. Aap ko yahan kya chahiye?
P1: Mujhe ek rail yatra par jana tha. Isiliye mai yaha ticket ke bare mein puchne aaya tha. Kya aap meri madat kar sakte hai?
P2: Ji maine is train se kafi yatra ki hai. Mai shaayad aapki madat kar pau.
P1: Kya aap mujhe bata sakte hai train ki ticket kitne ki hai.
P2: Aapko kaunse class ki ticket chahiye?
P1 : Mujhe 1st class ki ticket chahiye.
P2 : Akele jaa rahe hain ya parivar ke saath?
P1: Ji akele nahi. Ek biwi aur do bachchon ke saath jaana hai.
P2: Thik hai. Aap ghar se 500 rupaye le aayiye. Usme aapka kaam ho jaana chahiye. Kaahan jaa rahe hai?
P1: Delhi jaa raha hoon.Ji aapkaa bahut bahut dhanyawaad aapne meri itne madat ki.Ab mein chalta hoon.
P2: Yeh to insaaniyat ke naate mera farz tha.

Other Questions