Answer :


Shram matlb parishram

har manav ki apni kuch akanshaye hoti hai weh apna nam kamana chahta hai lekin ye sab bina shram ke sambhav nahi hai aur parishram hi saflta ki kuni hoti hai shram do prakar ke hote hai sharirik aur manshik

aaj din per din parishram ka mahatva ghat rha hai vidyarthi rate hue uttar pariksha me likh aate hai kasha me adhyapak ke padhane ke bavjood tution padhne ki zid karte hai in sabke pichhe pramukh karan shram na kerna hi hai vidyarthi bina shram kiye bina hi ache ank lane ki ummid krte hai lekin ye sapne me sambhav hai vastvik me nahi jeevan me usi shram ka mahatva hota hai jo samay per kiya jaye dekha jata hai ki vidyarthi sare varsh padhte nahi hai aur pariksha aate hi zor shor se padhai me jut jate hai aise vidyarthiyo ki saflta per hamesa sandeh rehta hai shram ka siddha sambandh hamare swasth se hota hai parishrami vyakti hamesa chust khus aur sunder dikhta hai hamare samaj me bhi shram ka bhut mahatva hai parishrami vyakti apne jeevan me bhut aage badhte hai aur sabke priy hote hai parishram ka mahatva sabke liye hai aur sab jagah hai

Answer:

श्रम का महत्व- श्रम के बिना कोई कार्य सिद्ध नहीं होता। थाली में खाना सामने आ जाता है, पर खाने के लिए श्रम करना पड़ता है। श्रम के बिना कुछ भी संभव नहीं है। श्रम ही एक सफल मनुष्य की पूँजी है। श्रम न करने से बड़े से बड़ा धनी व्यक्ति भी कंगाल हो जाता है। श्रम के कारण ही आज बड़ी-बड़ी बिल्डिंग, ऊँचे-ऊँचे मीनार और इतना विकास हो रहा है। श्रमहीन व्यक्ति होनहार होते हुए भी कुछ नहीं कर पाता जबकि श्रम करने वाला मेहनत करके आगे निकल जाता है।

Other Questions